Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBarfi! (2012)
HomeBarfi! (2012)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


itti si hansi itti si khushi itta sa tukda chaand ka khwaabon ke tinkon se chal banaaye aashiyan itti si hansi itti si khushi itta sa tukda chaand ka khwaabon ke tinkon se chal banaaye aashiyan dabe dabe paaon se aaye haule haule zindagi honthon pe ungli chadha ke hum taale laga ke chal gumsum tarane chupke chupke gaaye aadhi aadhi baant len aaja dil ki yeh zameen thoda sa tera sa hoga thoda mera bhi hoga apna yeh aashiyan itti si hansi itti si khushi itta sa tukda chaand ka khwaabon ke tinkon se chal banaaye aashiyan naa ho chaar deewarein phir bhi jharokhe khule baadalon ke ho parde shaakhe hare pankha jhale naa ho koi takraarein masti thahaake chale pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale dabe dabe paaon se aaye haule haule zindagi honthon pe ungli chadha ke hum taale laga ke chal gumsum tarane chupke chupke gaaye aadhi aadhi baant len aaja dil ki yeh zameen thoda sa tera sa hoga thoda mera bhi hoga apna yeh aashiyan itti si hansi itti si khushi itta sa tukda
itti si hansi itti si khushi itta sa tukda chand ka khwaabon ke tinkon se chal banayein aashiyan itti si hansi itti si khushi itta sa tukda chand ka khwaabon ke tinkon se chal banayein aashiyan dabe dabe paaon se aaye haule haule zindagi honthon pe kundi chadha ke hum taale laga ke chal gumsum tarane chupke chupke gaayein aadhi aadhi baant le aaja dil ki ye zameen thoda sa tera sa hoga thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan itti si hansi itti si khushi itta sa tukda chand ka khwabon ke tinkon se chal banayein aashiyan naa ho chaar deewarein phir bhi jharokhe khile baadalon ke hon parde shaakhen hari pankha jhale naa ho koi takraarein are masti thahaake chale pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale dabe dabe paaon se aaye haule haule zindagi honthon pe kundi chadha ke hum taale laga ke chal gumsum tarane chupke chupke gaayein aadhi aadhi baant le aaja dil ki ye zameen thoda sa tera sa hoga thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan itti si hansi itti si khushi itta sa
ooyeee ankhon hi ankhon mein kare baatein gupchup gupchup gupchup hoyi khusfus khusfus khus ooyee khwabon ki nadi mein khaye gote gud gud gud gud gud gud oye bud bud bud bud bud ooyeee ankhon hi ankhon mein kare baatein gupchup gupchup gupchup hoyi khusfus khusfus khus ooyee khwabon ki nadi mein khaye gote gud gud gud gud gud gud oyee bud bud bud bud bud ala ala matwala barfi paaon pada mota chhala barfi raaton ka hai ye ujaala barfi ghum sum ghum sum hi machaye yeh to utpath khur khur khur khur khurafati kare nonstop khur khur khur khur khur bud bud bud bud bud gud gud gud gud gud maula iss se bachayi le khur khur khur khur khur bud bud bud bud bud gud gud gud gud gud maula iss se bachayi le heyeee ankhon hi ankhon mein kare baatein ooye oyeee khwabon ki nadi mein khaye gote hoye kabhi na rukta re kabhi na thamta re ghum jo dikha use khushiyon ki thokar maare palko ki har muniya naino ki gaare saare dhadkan ki rhythm pe ye gaata jaaye gaane pyaare bhola na samjho
kyon na hum tum chalein tedhe medhe se raston pe nange paanv re chal bhatak le na baawre kyon na hum tum phire jaake almast pehchani rahon ke pare chal bhatak le na baawre inn timtimati nigaahon mein inn chamchamati adaaon mein luke huye chhupe huye hai kya khayal baawre kyon na hum tum chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire chal bhatak le na baawre kyon na hum tum talashein bageechon mein phursat bhari chhanv mein chal bhatak le na baawre inn gungunati fizaaon mein inn sarsarati hawaaon mein tukar tukar yun dekhe kya kya tera haal baawre na lafz kharch karna tum na lafz kharch hum karenge nazar ke kankadon se khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge mila ke mast baat phir karenge na harf kharch karna tum na harf kharch hum karenge nazar ki syahi se likhenge tujhe hazar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan tere pate pe bhej denge sunn khankhanati hai zindagi le humein bulati hai zindagi jo karna hai wo aaj kar na isko taal baawre ye aha ha kyon na hum tum chalein
dil ye mera bas mein nahin pehle kabhi aisa hota tha nahin hmmm dil ye mera bas mein nahin pehle kabhi aisa hota tha nahin tu hi bata iss dil ka main ab kya karoon kehne pe chalta nahin kuchh dino se meri bhi sunta nahin tu hi bataa iss dil ka main uff ab main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon iss dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon karta aawargi iss pe to dhun chadi hai pyaar ki jane gum hai kahan baton mein hai pada bekar ki karta hai aawargi ispe to dhun chadi hai pyaar ki naa jaane gum hai kahaan baaton mein hai pada bekaar ki ulti ye baat hai aise halaat hain galti karen ye main bharun uff dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon iss dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa phir le aaya dil majboor kya kije raas na aaya rehna door kya kije dil keh raha usse mukammal kar bhi aao wo jo adhuri si baat baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki haiiii haan haan aaaa karte hain hum aaj kabool kya kije hoo gaye the jo humse bhool kya kije dil keh raha usse mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai ye manzoor kya kijeee ga pa ni dha ni ni re ni dha ni ma dhapaaaa aye hey kismat ko hai ye manzoor kya kije kismat ko hai ye manzoor kya kije milteee rahe hum badastoor kya kije dil keh raha hai usse musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki siiii chaah baaki hai hmmmmm aaaaaa hnnn aaa aye aye hmm ummmm
phir le aaya dil majboor kya keeje phir le aaya dil majboor kya keeje raas na aaya rehna door kya keeje dil keh raha use muqammal kar bhi aao wo jo adhoori si baat baaki hai wo jo adhoori si yaad baaki hai wo jo adhoori si yaad baaki hai karte hain hum aaj qabool kya keeje ho gayi thi jo humse bhool kya keeje karte hain hum aaj qabool kya keeje ho gayi thi jo humse bhool kya keeje dil keh raha use mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai yeh manzoor kya keeje milte rahen hum badastoor kya keeje kismat ko hai yeh manzoor kya keeje milte rahen hum badastoor kya keeje dil keh raha use musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaaaaah baaaakiii hai haiiinnn nnnnn
saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho hmmm saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri neend jab ho laapta udaasiyan zara hata khaabon ki rajaayi mein raat ho teri meri hmmm hm mm mmm m hmm hmm hmm hmm hmm jhilmil taaron se aankhen teri khaare khaare paani ki jheelen bhari har dum yun hi tu hansti rahe har pal hai dil mein khahish yahi khamoshi ki loriyan sun to raat so gayi bin kahe bin sune baat ho teri meri saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri barfi ke tukde sa chanda dekho aadha hai dheere dheere chakhna zara hmm hasne rulaane ka adha pauna waada hai kandhe se takna zara ye jo lamhe hain lamhon ki behti nadi mein aa bheeg loon haan bheeg loon ye jo aankhen hain aankhon ki gum sum jubaan ko main seekh loon haan seekh loon ankahi si guftgu ansuni si justjoo bin kahe bin sune apni baat ho gayi saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri heyy ye ye aa aa aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aashiyan (Duet) Barfi! (2012) 03:56 17071
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 17071   

Aashiyan (Solo) Barfi! (2012) 04:12 32824
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
Duration : 04:12   Song Number : 32824   

Ala Barfi Barfi! (2012) 05:20 17072
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 17072   

Kyon Barfi! (2012) 04:23 17073
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17073   

Main Kya Karoon Barfi! (2012) 04:28 17074
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Ashish Pandit
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 17074   

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 05:06 36599
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:06   Song Number : 36599   

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 04:44 19100
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Rekha Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz
Duration : 04:44   Song Number : 19100   

Saanwali Si Raat Barfi! (2012) 05:12 32946
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:12   Song Number : 32946